Sunday, January 14, 2007

aur aur apna

jis'e paakar lag'e
ki apne ko paa liya
samajhna wo apna hai.
aur jis'e paakar
lag'e ki apne ko
kho diya,
samajhna wo aur bhi
apna hai.

Here's to you, sweetie. :)
...just another 27 days to go.

2 comments:

Anonymous said...

bahut khoob mohatarma,
bahut khoob arz kiya aapne
lekin aisa aajkal hota kahan hai

Aanchal said...

Hota to hai... :)